JIYA LYRICS – Gunday Song by Arijit Singh

Jiya Lyrics

Jiya.. main na jiya..
Reza.. reza.. mera jiya..
Jiya.. main na jiya..
Reza.. reza.. mera jiya..

Main beghana sa.. tha deewana sa..
Mujhko teri chaahat ne basa diya

Jiya.. jiya.. main na jiya..
Jiya.. jiya.. main na jiya..Jiya.. ha.. main na jiya..

Ho.. likhoon havaaon pe main
Naino se naam tera
Ho.. saaye se main haathon ke
Saaya loon thaam tara
Ishq ka tu haraf, jiske chaaron taraf
Mere baahon ke ghere ka bae haashiya

Jiya.. main na jiya.. Reza.. reza.. mera jiya..
Jiya.. main na jiya..
Main na jiya..

Naina firozi nehar
Khwaabon ke paani mein ghar
O.. aise hoon main tere bin
Sehra ki jaise sehar
Saans mein tu bhare, do jahaan se pare
Aake tujhse miloon main mere saathiya

Also Read  tholi prema 2018 movierulz

Jiya.. main na jiya..
Reza.. reza.. mera jiya..
Jiya.. main na jiya..
Main na jiya..

Jiya Lyrics In english

error: Content is protected !!