Jhak Maar Ke Lyrics
Ab na tu, rakhna tu
Mere dil ka yeh chota mota haq maar ke
Galti se, galti ki
Kabhi peechhe peechhe aaya tere Jhak maar ke
Ab na tu, rakhna tu
Mere dil ka yeh chota mota haq maar ke
Galti se, galti ki
Kabhi peechhe peechhe aaya tere jhak maar ke
Tujh pe na aitbar mujhe
Feeka lage tera pyaar mujhe
Main na banaaun dildar tujhe
Saare sapne the jhoothe ab tak pyaar ke
Dil jaane, Rab jaane
Na khabar pe main tere ab dil haar ke
Galti se, galti ki
Kabhi peechhe peechhe aaya tere jhak maar ke
Jab jab yaara dhoondhun tuhjko
Pa loon main khud ko hi
Tu hi hai mera pata
Duniya bhar ki kasmein kha kar
Karke waade kehta hoon
Aage se na hogi khata
Ho tujhse ab na mohabbat hai
Teri na mujhko zaroorat hai
Meri to aisi soorat hai
Lakh jaayenge yahan ab dil haar ke
Laakhon mein ek main hoon
Koi aayega na aage ab is yaar ke
Galti se, galti ki
Kabhi peechhe peechhe aaya tere jhak maar ke
Jhak maar ke, jhak maar ke
Teri ankhon mein doobi main
Dekhoon apni aakhon ko
Beete yun hi saari umar
Teri baahon mein lipti main
Meri baahon mein tu ho
Duniya ki ho na khabar
Ho na zaroorat baaton ki
Milein lakeerein haaton ki
Saalon si umar ho raaton ki
Aise bhi dekhe dono pal pyaar ke
Kal aise, pal aise
Aani teri meri chaahton ko ikraar ke
Galti se, galti ki
Kabhi peechhe peechhe aaya tere jhak maar ke
Tujh pe na aitbar mujhe
Feeka lage tera pyaar mujhe
Main na banaaun dildar tujhe
Saare sapne the jhoothe ab tak pyaar ke
Dil jaane, ho Rab jaane
Na khabar pe main tere ab dil haar ke
Galti se, galti ki
Kabhi peechhe peechhe aaya tere jhak maar ke