JAANE KYON LOG PYAAR KARTE HAIN LYRICS

Jaane Kyon Log Pyaar Karte Hain Lyrics

Jaane kyon log pyaar karte hain
Jaane kyon woh kisi pe marte hain
Jaane kyon log pyaar karte hain
Jaane kyon woh kisi pe marte hain
Jaane kyon.. jaane kyon!
Jaane kyon! jaane kyon! jaane kyon!

Pyaar mein sochiye to bas gham hai
Pyaar mein jo sitam bhi ho kam haiPyaar mein sar jhukana padta hai
Dard mein muskurana padta hai
Zehar kyon zindagi mein bharte hain
Jaane kyon woh kisi pe marte hain
Jaane kyon.. jaane kyon!
Jaane kyon! jaane kyon! jaane kyon!

Also Read  DIL CHURA LIYA LYRICS

Pyaar bin jeene mein rakha kya hai
Pyaar jisko nahin woh tanha hai Pyaar bin jeene mein rakha kya hai
Pyaar jisko nahin woh tanha hai
Pyaar sau rang leke aata hai
Pyaar hi zindagi sajata hai
Log chhup chhup ke pyaar karte hain
Jaane kyon saaf kehte darte hain
Jaane kyon.. jaane kyon!
Ho jaane kyon! jaane kyon! jaane kyon!

Pyaar bekaar ki musibat hai
Pyaar har tarah khoobsurat hai
Ho.. pyaar se hum door hi achchhe
Arre pyaar ke sab roop hain sachche
Ho.. pyaar ke ghaat jo utarte hain
Doobte hain na woh ubharte hain
Jaane kyon.. jaane kyon!
Pyaar to khair sabhi karte hain
Jaane kyon aap hi mukarte hain
Jaane kyon…. jaane kyon!
Jaane kyon! jaane kyon! jaane kyon!

Also Read  khatrimaza a to z hollywood movies in hindi

Jaane Kyon Log Pyaar Karte Hain Lyrics In English

error: Content is protected !!