JAADU TERI NAZAR LYRICS

Jaadu Teri Nazar Lyrics

Jaadu teri nazar khushboo tera badan
Jaadu teri nazar khushboo tera badan
Tu haan kar ya na kar
Tu haan kar ya na kar tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran

Jaadu teri nazar khushboo tera badan
Tu haan kar ya na kar
Tu haan kar ya na kar tu hai meri KiranTu hai meri Kiran

Mere khwaabon ki tasveer hai tu
Bekhabar meri taqdeer hai tu
Mere khwaabon ki tasveer hai tu
Bekhabar meri taqdeer hai tu
Tu kisi aur ki ho na jaana
Kuchh bhi kar jaunga main deewana

Also Read  JAANE JIGAR JAANEMAN LYRICS

Tu haan kar ya na kar Tu haan kar ya na kar tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran

Faasle aur kam ho rahe hain
Door se paas hum ho rahe hain
Faasle aur kam ho rahe hain
Door se paas hum ho rahe hain
Maang loonga tujhe aasman se
Chheen loonga tujhe is jahan se

Tu haan kar ya na kar
Tu haan kar ya na kar tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran

Jaadu teri nazar khushboo tera badan
Tu haan kar ya na kar
Tu haan kar ya na kar tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran
Tu hai meri Kiran

Also Read  moviezwap.org 2018 telugu movies

Jaadu Teri Nazar Lyrics In English

error: Content is protected !!