HUM THE WOH THI AUR SAMA RANGEEN LYRICS

Hum The Woh Thi Aur Sama Rangeen Lyrics

Hum the woh thi, woh thi hum the
Hum the woh thi aur sama rangeen samajh gaye na
Jaate the Japan pahunch gaye Cheen samajh gaye na
Hey yaane yaane yaane pyaar ho gaya

Hum the woh thi aur sama rangeen samajh gaye na
Jaate the Japan pahunch gaye Cheen samajh gaye na
Hey yaane yaane yaane pyaar ho gaya

Khoya main kaise uski baaton meinKehta hoon dum to lene do aa ha ha
Khoyi woh kaise meri baaton mein
Kehta hoon dum to lene do aa ha ha
Kya kya keh dala aankhon aankhon mein
Kehta hoon dum to lene do aa ha ha

Also Read  HAR KISI KO NAHI MILTA LYRICS

Hum the woh thi aur sama rangeen samajh gaye na
Jaate the Japan pahunch gaye Cheen samajh gaye na
Hey yaane yaane yaane pyaar ho gaya O Mannu tera hua ab mera kya hoga
Mannu tera hua ab mera kya hoga

Phoote bulbule do naina phadke
Usne jab dekha mud-mud ke wah wah wah
Jaise kehti ho sun re o ladke
Maine jab dekha mud-mud ke wah wah wah
Phir dono ke dil dhak dhak dhak dhadke
Dono ne dekha mud mud ke wah wah wah
Ha ha ha ha ha ha

Hum the woh thi aur sama rangeen samajh gaye na
Jaate the Japan pahunch gaye Cheen samajh gaye na
Hey yaane yaane yaane pyaar ho gaya
O Mannu tera hua ab mera kya hoga
Mannu tera hua ab mera kya hoga

Also Read  dvd rockers.com telugu

Thoda thoda sa lamba lamba sa
Dheere dheere usne khencha aa ha ha
Phir uska pallu ban ke uska daas
Dheere dheere maine khencha aa ha ha
Ghabrahat mein phir apna apna hath
Usne khencha maine khencha aa ha ha

Hum the woh thi aur sama rangeen samajh gaye na
Jaate the Japan pahunch gaye Cheen samajh gaye na
Hey yaane yaane yaane pyaar ho gaya..

Hum The Woh Thi Aur Sama Rangeen Lyrics In English

error: Content is protected !!