GOD ALLAH AUR BHAGWAN LYRICS

God Allah Aur Bhagwan Lyrics

God, Allah Aur Bhagwan ne banaya ik insan

God, Allah Aur Bhagwan ne banaya ik insan
Aaya zamin pe lekar wo upar wale ka farman
Wo doston ka hai dost, yaaro ka hai yaar
Jiska naam sunke kaape har shaitan
Jiska naam sunke kaape har shaitan

God, Allah Aur Bhagwan ne banaya ik insan

Wo tujhmein bhi hai wo mujhmein bhi haiKahin na kahin wo hum sab mein hai
Hum sab mein hai
Sab mein wo chupa hai use pehchaan le
Uska jo irada hai hum thaan le
Hum thaan le

Also Read  vallavan tamil full movie download

Wo doston ka hai dost, yaaro ka hai yaar
Jiska naam sunke kaape har shaitan

God, Allah Aur Bhagwan ne banaya ik insan Ne banaya ik insan

Jahan kal wo ttha akela khada
Kadam apna bhi udhar chal pada
Kadam apna bhi udhar chal pada
Dil ke khwaabon ki jannat sajayenge hum
Pyaar ka savera leke ayenge hum
Pyaar ka savera leke ayenge hum

Wo doston ka hai dost, yaaro ka hai yaar
Jiska naam sunke kaape har shaitan
God, Allah Aur Bhagwan ne banaya ik insan
Ne banaya ik insan

God Allah Aur Bhagwan Lyrics In English

error: Content is protected !!