DUSHMAN NA KARE DOST NE WO LYRICS

Dushman Na Kare Dost Ne Wo Lyrics

Dushman na kare dost ne wo kaam kiya hai
Dushman na kare dost ne wo kaam kiya hai
Umra bhar ka gham hamein inaam diya hai
Dushman na kare dost ne wo kaam kiya hai
Umra bhar ka gham hamein inaam diya hai

Toofan mein humko chhod ke saahil pe aa gaye
Toofan mein humko chhod ke saahil pe aa gaye
Saahil pe aa gayeNa Khuda ka!
Na Khuda ka humne inhein naam diya hai
Umra bhar ka gham hamein inaam diya hai
Dushman na kare

Also Read  AAYE HO MERI ZINDAGI MEIN LYRICS

Pehle to hosh chheen liye zulm-o-sitam se
Pehle to hosh chheen liye zulm-o-sitam se
Zulm-o-sitam se
Deewanagi ka Deewanagi ka phir hamein ilzam diya hai
Umra bhar ka gham hamein inaam diya hai
Dushman na kare

Apne hi giraate hain nasheman pe bijliyan
Apne hi giraate hain nasheman pe bijliyan
Nasheman pe bijliyan
Ghairon ne aake
Ghairon ne aake phir bhi use thaam liya hai
Umra bhar ka gham hamein inaam diya hai
Dushman na kare

Bankar raqeeb baithe hain wo jo habeeb the
Bankar raqeeb baithe hain wo jo habeeb the
Wo jo habeeb the
Yaaron ne khoob
Yaaron ne khoob farz ko anjaam diya hai
Umra bhar ka gham hamein inaam diya hai
Dushman na kare dost ne wo kaam kiya hai
Umra bhar ka gham hamein inaam diya hai

Also Read  sarkar tamilrockers.by

Dushman Na Kare Dost Ne Wo Lyrics In English

error: Content is protected !!