/

DEEWANA DIL DEEWANA LYRICS

Deewana Dil Deewana Lyrics

Deewana dil deewana
Deewana tera deewana
Kab se kare hai tera intezar
Kab aayegi meri jaan-e-bahaar
Kab se kare hai tera intezar
Kab aayegi meri jaan-e-bahaar
Ke jitna hi behlaaoon
Yeh utna hi machalta hai dilDeewana dil deewana
Deewana tera deewana

Andaz dikhlaati sau sau tarah ke
Jalwe lutaati huyi
Andaz dikhlaati sau sau tarah ke
Jalwe lutaati huyi
Aati hogi mausam ke sath
Gulshan khilati huyi Aa bhi ja ab jaan-e-jaan
Deewana dil deewana
Kab se kare hai tera intezar
Kab aayegi meri jaan-e-bahaar
Ke jitna hi behlaaoon
Yeh utna hi machalta hai dil

Also Read  filmywap avengers infinity war

Dil se laga karke rakha hai ab tak
Resham ka tera rumal
Dil se laga karke rakha hai ab tak
Resham ka tera rumal
Aage kahoon kya jaan-e-man
Aa dekh ja mera haal
Aa bhi ja ab jaan-e-jaan
Deewana dil deewana

Toota sitara to, maanga tha Rab se
Tujhko hi jaan-e-wafaa
Toota sitara to, maanga tha Rab se
Tujhko hi jaan-e-wafaa
Jo toot jaayein taare tamaam
Maangun wohi ek dua
Aa bhi ja ab jaan-e-jaan
Deewana dil deewana
Kab se kare hai tera intezar
Kab aayegi meri jaan-e-bahaar
Kab se kare hai tera intezar
Kab aayegi meri jaan-e-bahaar
Ke jitna hi behlaaoon
Yeh utna hi machalta hai dil
Deewana dil deewana
Deewana tera deewana

Also Read  BAHARA BAHARA LYRICS

Deewana Dil Deewana Lyrics In English

error: Content is protected !!