DARWAZA BAND KAR LO LYRICS

Darwaza Band Kar Lo Lyrics

Chhota sa ghar hai yeh magar
Chhota sa ghar hai yeh magar
Tum isko pasand kar lo
Darwaza band kar lo
Darwaza band kar lo

Main haan kahun ya na kahun
Main haan kahun ya na kahun
Tum mujhko razamand kar loDarwaza band kar lo
Darwaza band kar lo

Yeh ghar nahi yeh hai ek sapna
Sapna nahi sach hai pyar apna
Yeh ghar nahi yeh hai ek sapna
Sapna nahi sach hai pyar apna
Iss pyar se lag ke gale
Iss pyar se lag ke gale Mulakatein to chand kar lo
Darwaza band kar lo

Also Read  khatrimazza. com

Main haan kahun ya na kahun
Main haan kahun ya na kahun
Tum mujhko razamand kar lo
Hoye darwaza band kar lo
Darwaza band kar lo

Chhoona na mujhko oh mere chhaila
Gora badan ho jayega maila
Chhoona na mujhko oh mere chhaila
Gora badan ho jayega maila
Iss rang ka, iss roop ka
Iss rang ka, iss roop ka
Na itna ghamand kar lo
Darwaza band kar lo

Main haan kahun ya na kahun
Main haan kahun ya na kahun
Tum mujhko razamand kar lo
Darwaza band kar lo
Darwaza band kar lo

Suraj sitaare ya phool laaun
Iss ghar ko main kaise sajaun
Phoolon se iss ghar ko main sajaun
Bolo main kya kya saaman laaun
Rehna mujhe dil mein tere
Rehna mujhe dil mein tere
Bas iska prabandh kar lo
Darwaza band kar lo

Also Read  CHAND NE KUCH KAHA LYRICS

Chhota sa ghar hai yeh magar
Chhota sa ghar hai yeh magar
Tum isko pasand kar lo
Darwaza band kar lo

Main haan kahun ya na kahun
Main haan kahun ya na kahun
Tum mujhko razamand kar lo
Hoye darwaza band kar lo
Darwaza band kar lo
Darwaza band kar lo
Darwaza band kar lo
Darwaza band kar lo

Darwaza Band Kar Lo Lyrics In English

error: Content is protected !!