CHURA LIYA HAI TUMNE JO DIL KO LYRICS

Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko Lyrics

Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahi churana sanam
Badal ke meri tum zindgani
Kahin badal na jaana sanam
Ho le liya dil, oh haye mera dil
Haye dil lekar mujhko na behlana

Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahi churana sanamBadal ke meri tum zindgani
Kahin badal na jaana sanam

Bahaar ban ke aaun kabhi tumhari duniya mein
Guzar na jayein yeh din kahin isi tamanna mein x (2)

Also Read  BICHDANN LYRICS

Tum mere ho, haan tum mere ho
Aaj tum itna vaada karte jaana
Chura liya
Chura liya hai tumne jo dil ko Nazar nahi churana sanam
Badal ke meri tum zindgani
Kahin badal na jaana sanam

Sajaunga lut kar bhi tere badan ki daali ko
Lahu jigar ka doonga hasin labon ki laali ko x (2)

Hai wafa kya is jahan ko
Ek din dikhla doonga main deewana
Chura liya

Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahi churana sanam
Badal ke meri tum zindgani
Kahin badal na jaana sanam
Le liya dil, haye mera dil
Haye dil lekar mujhko na behlana

Also Read  HUMNE TUMKO DEKHA TUMNE HUMKO DEKHA LYRICS

Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahi churana sanam

Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko Lyrics In English

error: Content is protected !!