CHUNARI CHUNARI LYRICS – Biwi No. 1

Chunari Chunari Lyrics

Chunari chunari, chunari chunari
Chunari chunari, chunari chunari

Laalganj ke Laalbag se laal chunariya laayi
Chunari chunari, chunari chunari
Laal rang mein daal daal ke laal laal rangwaayi
Chunari chunari, chunari chunari

Aaja na chhu le meri chunari sanam
Kuchh na main boloon tujhe meri kasamAayi jawaani sar pe mere
Tere bin kya karoon jawaani bereham haaye
Aaja na chhu le meri chunari sanam
Kuchh na main boloon tujhe meri kasam
Aayi jawaani sar pe mere
Tere bin kya karoon jawaani bereham haaye
Aaja na chhu le meri chunari sanam
Kuchh na main boloon tujhe meri kasam

Also Read  HUM TUM EK KAMRE MEIN BAND HON LYRICS

Chunari chunari, chunari chunari

Chunari chunari, chunari chunari

Meri chunari laal rang ki sharmaye ghabraye
Tu jo daale is pe nazar yeh aur laal ho jaaye
Teri chunari lipat lipat ke paagal mujhe banaaye
Pehle se hi tadap raha tha aur mujhe tadpaaye
Jaan-e-tamanna kar na aise sitam
Kuchh na main boloon tujhe meri kasam
Aayi jawaani sar pe mere
Tere bin kya karoon jawaani bereham haaye
Aaja na chhu le meri chunari sanam
Kuchh na main boloon tujhe meri kasam

Chunari chunari, chunari chunari

Chunari chunari, chunari chunari

Chikne chikne badan se tere sar sar chunari sarke
Aisa lage ke bin baadal ambar pe bijli kadke
Jee karta hai yeh bijli main tujh pe aaj giraoon
Tujh ko bhar loon baahon mein
Yeh chunari tujhe udhaaoon
Badhta hi jaaye dard ho na khatam
Kuchh na main boloon tujhe meri kasam
Ho.. Aayi jawaani sar pe mere
Tere bin kya karoon jawaani bereham haaye haaye

Also Read  khatrimaza hollywood movies in hindi 2015

Aaja na chhu le meri chunari sanam
Kuchh na main boloon tujhe meri kasam
Aayi jawaani sar pe mere
Tere bin kya karoon jawaani bereham haaye
Aaja na chhu le meri chunari sanam
Kuchh na main boloon tujhe meri kasam

Chunari chunari, chunari chunari
Chunari chunari, chunari chunari

Chunari Chunari Lyrics In English

error: Content is protected !!