AA MERI JAAN LYRICS

Aa Meri Jaan Lyrics

Tere dil mein main apne armaan rakh doon
Aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon

Aankhein hain teri kyun khaali khaali
Baatein kahaan gayi woh pyar waaliAankhein hain teri kyun khaali khaali
Baatein kahaan gayi woh pyar waali
Tere hothon pe apni muskaan rakh doon
Aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon
Aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon

Also Read  alice in wonderland dual audio 300mb

Aansoo tere nikle dil mera roye
Chot lage tujhko to dard mujhe hoye
Aansoo tere nikle dil mera roye Chot lage tujhko to dard mujhe hoye
Tere zakhmon pe apni zubaan rakh doon
Aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon
Aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon

Saiyaan yeh bahiyaan zara thaam le tu
Munh se kisi cheez ka naam le tu
Saiyaan yeh bahiyaan zara thaam le tu
Munh se kisi cheez ka naam le tu
Tere kadmon pe sara jahaan rakh doon
Aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon
Aa meri jaan main tujh mein apni jaan rakh doon

Also Read  yudham sei tamilrockers

Aa Meri Jaan Lyrics In English

error: Content is protected !!