CHAND TARE PHOOL SHABNAM LYRICS

Chand Tare Phool Shabnam Lyrics

Chand tare phool shabnam tumse achcha kaun hai
Chand tare phool shabnam tumse achcha kaun hai
Koi rut ho, koi mausam tumse achcha kaun hai
Chand tare phool shabnam tumse achcha kaun hai

Pyar se mukhde aake choomti hai chandni
Saari duniya mein hai bikhri bas tumhari roshni
Aisa koi bhi nahi, ho meri nazar mein haseen
Mera dil kehta hai jaanam tumse achcha kaun haiMera dil kehta hai jaanam tumse achcha kaun hai

Jo khulein zulfein tumhari din mein kaali raat ho
Tum zara aanchal uda do dhoop mein barsat ho
Sagar ki pyasi lehar, ho jhoome tumhein dekhkar
Saari duniya, sara aalam tumse achcha kaun hai
Saari duniya, sara aalam tumse achcha kaun hai
Koi rut ho, koi mausam tumse achcha kaun hai
Chand tare phool shabnam tumse achcha kaun hai

Also Read  en kanavan en thozhan surya real name

Chand Tare Phool Shabnam Lyrics In English

error: Content is protected !!