AYE AJNABI TU BHI KABHI LYRICS

Aye Ajnabi Tu Bhi Kabhi Lyrics

Pakhi pakhi pardesi – 6
Aye ajnabi tu bhi kabhi
Awaaz de kahin se
Aye ajnabi tu bhi kabhi
Awaaz de kahin se
Main yahan tukdon mein ji raha hoon
Main yahan tukdon mein ji raha hoon
Tu kahin tukdon mein ji rahi haiAye ajnabi tu bhi kabhi
Awaaz de kahin se
Aye ajnabi tu bhi kabhi
Awaaz de kahin se

Roz roz resham si hawa
Aate jaate kehti hai bataa
Resham si hawa kehti hai bataa
Woh jo doodh dhuli, maasoom kali Woh hai kahan kahan hai
Woh roshani kahan hai
Woh jaan si kahan hai
Main adhooraa, tu adhoori ji rahi hai

Also Read  KABHI NA SUKOON AAYA LYRICS

Aye ajnabi tu bhi kabhi
Awaaz de kahin se
Aye ajnabi tu bhi kabhi
Awaaz de kahin se
Main yahan tukdon mein ji raha hoon
Main yahan tukdon mein ji raha hoon
Tu kahin tukdon mein ji rahi hai
Aye ajnabi tu bhi kabhi
Awaaz de kahin se

Pakhi pakhi pardesi – 4

Tu to nahin hai lekin
Teri muskuraahat hai
Chehra kahin nahin hai par
Teri aahatein hai
Tu hai kahan kahan hai
Tera nishaan kahan hai
Mera jahan kahan hai
Main adhooraa, tu adhoori ji rahi hai

Aye ajnabi tu bhi kabhi
Awaaz de kahin se
Aye ajnabi tu bhi kabhi
Awaaz de kahin se
Main yahan tukdon mein ji raha hoon
Main yahan tukdon mein ji raha hoon
Tu kahin tukdon mein ji rahi hai
Aye ajnabi tu bhi kabhi
Awaaz de kahin se
Aye ajnabi tu bhi kabhi
Awaaz de kahin se

Also Read  HUMKO MAN KI SHAKTI DENA LYRICS

Aye Ajnabi Tu Bhi Kabhi Lyrics In English

error: Content is protected !!