Raabta Lyrics
Kehte hain Khuda ne is jahan mein sabhi ke liye
Kisi na kisi ko hai banaya har kisike liye
Tera milna hai us Rab ka ishara maano
Mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye
Kehte hain Khuda ne is jahan mein sabhi ke liye
Kisi na kisi ko hai banaya har kisike liye
Tera milna hai us Rab ka ishara maano
Mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liyeKuchh to hai tujhse Raabta
Kuchh to hai tujhse raabta
Kaise hum jaanein humein kya pata
Kuchh to hai tujhse raabta
Tu humsafar hai, phir kya fikar hai
Jeene ki wajah hi yahi marna isi ke liye
Kehte hain Khuda ne is jahan mein sabhi ke liye
Kisi na kisi ko hai banaya har kisike liye
Meharbani jaate jaate mujh pe kar gaya
Ghuzarta sa lamha ek daman bhar gaya
Tere nazara mila, roshan sitara mila
Taqdeer ki kashtiyon ko kinara mila
Sadiyon se tarse hain jaisi zindagi ke liye
Teri sohbat mein duayein hain usi ke liye
Tere milna hai us rab ka ishara maano