AKELE HAIN TO KYA GAM HAI LYRICS – Qayamat Se Qayamat Tak

Akele Hain To Kya Gam Hai Lyrics

Akele hain to kya gam hai
Chahein to hamare bas mein kya nahin
Bas ek zara sath ho tera
Tere to hain hum, kab se sanam
Akele hain to kya gam hai
Chahein to hamare bas mein kya nahin
Bas ek zara sath ho tera
Tere to hain hum, kab se sanamAkele hain to kya gam hai

Ab yeh nahin sapna, yeh sab hai apna
Ab yeh nahin sapna, yeh sab hai apna
Yeh jahan ho pyar ka
Chhota sa yeh aashiyan bahaar ka
Bas ek zara sath ho tera
Tere to hain hum, kab se sanam
Akele hain to kya gam hai

Also Read  rampage filmyzilla

Phir nahin tootega hum pe koi toofan
Phir nahin tootega hum pe koi toofan
Saajna ho dekhna
Har toofan ka main karoongi saamna
Bas ek zara sath ho tera
Tere to hain hum, kab se sanam
Akele hain to kya gam hai

Ab to mere saajan beetega har din
Ab to mere saajan beetega har din
Pyaar ki ho baahon mein
Rang jaayegi rut teri adaaon mein
Bas ek zara sath ho tera
Tere to hain hum, kab se sanam
Akele hain to kya gam hai
Chahein to hamare bas mein kya nahin
Bas ek zara sath ho tera

Akele Hain To Kya Gam Hai Lyrics In English

error: Content is protected !!