AISE JALTA HAI JIYA LYRICS – 1920

Aise Jalta Hai Jiya Lyrics

Aaja re, aaja re, aaja re, aa..
Aaja re, aaja re, aaja re, aa..

Haaye.. Aise jalta hai jiya jaise diya
Aise jalta hai jiya jaise diya..
Jee na sakoon ab
Main tanha hoon piya
Aise jalta hai jiya jaise diya..
Aise jalta hai jiya jaise diya..Jee na sakoon ab
Main tanha hoon piya
Aise jalta hai jiya

Bechain mere man ka mayura
Lagta hai tanha jeevan adhoora
Tan mein lagi hai virha ki jwaala
Ab to pila de adhron ka pyala
Trishna pukaare meri sun bariya Aise jalta hai jiya jaise diya..
Jee na sakoon ab
Main tanha hoon piya
Aise jalta hai jiya

Also Read  JIYEIN KYUN LYRICS - Dum Maaro Dum

Tu hai akela, main hoon akeli
Sooni padi hai saari haveli
Betaabion ka pal be-sabar hai
Ab hone wali jaldi saher hain
Doori mita de milke aa sathiya
Aise jalta hai jiya jaise diya..
Jee na sakoon ab
Main tanha hoon piya
Aise jalta hai jiya

Jiya.. jiya… jiya..

Aise Jalta Hai Jiya Lyrics In English

error: Content is protected !!