AASHIQ BANAYA AAPNE LYRICS

AASHIQ BANAYA AAPNE LYRICS

O… O….

Aashiq banaya, aashiq banaya
Aashiq banaya aapne
Aashiq banaya, aashiq banaya
Aashiq banaya aapne..

Tere bin sooni sooni hain baahein
Teri bin pyasi pyasi nigahein
Tere bin, bin asar meri aaheinTere bin
Tere bin sooni sooni hain baahein
Teri bin pyasi pyasi nigahein
Tere bin, bin asar meri aahein
Tere bin..

Aashiq banaya, aashiq banaya
Aashiq banaya aapne
Aashiq banaya, aashiq banaya Aashiq banaya aapne..

Tere bin lamha lamha sataaye
Tere bin be-qaraari jalaaye
Tere bin chain mujhko na aaye
Tere bin..

Tere bin lamha lamha sataaye
Tere bin be-qaraari jalaaye
Tere bin chain mujhko na aaye
Tere bin..

Also Read  tamilrockers karuppan

Meri nigaahon mein tera chehra ravaan hai
Gehre hain armaan jaan-e-jaan pagal sama hai…
Meri nigaahon mein tera chehra ravaan hai
Gehre hain armaan jaan-e-jaan pagal sama hai…

O..
Apni daayare se main to chhootne lagi hoon
Tere baazuon mein aake tootne lagi hoon
Apni daayare se main to chhootne lagi hoon..
Tere baazuon mein aake tootne lagi hoon
Tere bin jeena nahi hain ganwaara
Tere bin dil ka nahi hain guzaara
Tere bin kaun apna sahara
Tere bin

O…
Aashiq banaya, aashiq banaya
Aashiq banaya aapne
Aashiq banaya, aashiq banaya
Aashiq banaya aapne

O…
Bechainiyon ka, faaslon ka silsila hai
Dard-e-jigar ka yeh sabab humko mila hai
Bechainiyon ka, faaslon ka silsila hai
Dard-e-jigar ka yeh sabab humko mila hai..
Betabiyon ne humko choor kar diya hai
Pass aane pe majboor kar diya hai
Betabiyon ne humko choor kar diya hai
Pass aane pe majboor kar diya hai
Tere bin raat kat.ti nahi hai
Tere bin pyaas mit.ti nahi hai
Tere bin doori ghat.ti nahi hai
Tere bin…

Also Read  tholi prema 2018 movierulz

Aashiq banaya, aashiq banaya
Aashiq banaya aapne
Aashiq banaya, aashiq banaya
Aashiq banaya aapne…

Tere bin sooni sooni hain baahein
Teri bin pyasi pyasi nigahein
Tere bin, bin asar meri aahein
Tere bin..
Tere bin lamha lamha sataaye
Tere bin be-qaraari jalaaye
Tere bin chain mujhko na aaye
Tere bin..
[Tere bin.. tere bin.. tere bin..]

AASHIQ BANAYA AAPNE LYRICS IN ENGLISH

error: Content is protected !!