Na hasna mere gham pe insaf karna
Jo main ro padoon to mujhe maaf karna
Jab dard nahi tha seene mein
Tab khaak maza tha jeene mein
Jab dard nahi tha seene mein
Tab khaak maza tha jeene mein
Ab ke shayad hum bhi royein
Sawan ke maheene meinJab dard nahi tha seene mein
Tab khaak maza tha jeene mein
Ab ke shayad hum bhi royein
Sawan ke maheene mein
Jab dard nahi tha seene mein
Tab khaak maza tha jeene mein
Yaaron ka gham kya hota hai
Yaaron ka gham kya hota hai Yaaron ka gham kya hota hai
Maloom na tha anjanon ko
Sahil pe khade hokar humne
Dekha aksar toofanon ko
Ab ke shayad hum bhi doobein
Maujon ke safeene mein
Jab dard nahi tha seene mein
Tab khaak maza tha jeene mein
Aise to thes na lagti thi
Jab apne rootha karte the
Itna to dard na hota tha
Jab sapne toota karte the
Ab ke shayad dil bhi toote
Ab ke shayad ham bhi royein
Sawan ke maheene mein
Jab dard nahi tha seene mein
Tab khaak maza tha jeene mein
Is kadar pyar to koi karta nahi
Marne waalon ke sath koi marta nahi
Aapke saamne main na phir aaunga
Geet hi jab na honge to kya gaaunga
Meri awaz pyaari hai to doston
Yaar bach jaaye mera dua sab karo
Dua sab karo
In our interconnected globe, education stands as the bedrock of innovation, personal growth, and societal…
Want to bet on the best IPL cricket betting sites in India but don't know…
As cryptocurrencies continue their meteoric rise in popularity, more and more crypto holders are looking…
In recent years, sports betting has gained significant traction in Tanzania, transforming the entertainment landscape…
In India, there are many betting companies that offer the best possible conditions to attract…
If you're an avid sports fan, then you know that betting on sports can be…