Jalte bhi gaye, kehte bhi gaye
Aazadi ke parwaane
Jeena to usi ka jeena hai
Jo marna watan pe jaane
Aye watan aye watan humko teri kasam
Teri raahon mein jaan tak luta jaayenge
Phool kya cheez hai, tere kadmon pe hum
Bhent apne saron ki chadha jaayengeAye watan aye watan humko teri kasam
Teri raahon mein jaan tak luta jaayenge
Aye watan aye watan
Koi Punjab se, koi Maharashtra se
Koi U. P. se hai, koi Bengal se
Koi Punjab se, koi Maharashtra se
Koi U. P. se hai, koi Bengal se
Teri pooja ki thaali mein laaye hain hum Teri pooja ki thaali mein laaye hain hum
Phool har rang ke, aaj har daal se
Phool har rang ke, aaj har daal se
Naam kuchh bhi sahi par lagan ek hai
Jyot se jyot dil ki jaga jaayenge
Aye watan aye watan humko teri kasam
Teri raahon mein jaan tak luta jaayenge
Aye watan aye watan
Teri jaanib uthi jo kehar ki nazar
Us nazar ko jhuka ke hi dum lenge hum
Teri jaanib uthi jo kehar ki nazar
Us nazar ko jhuka ke hi dum lenge hum
Teri dharti pe hai jo kadam gair ka
Us kadam ka nishan tak mita denge hum
Us kadam ka nishan tak mita denge hum
Jo bhi deewar aayegi ab saamne
Thokron se use hum gira jaayenge
Aye watan aye watan humko teri kasam
Teri raahon mein jaan tak luta jaayenge
Aye watan aye watan
In our interconnected globe, education stands as the bedrock of innovation, personal growth, and societal…
Want to bet on the best IPL cricket betting sites in India but don't know…
As cryptocurrencies continue their meteoric rise in popularity, more and more crypto holders are looking…
In recent years, sports betting has gained significant traction in Tanzania, transforming the entertainment landscape…
In India, there are many betting companies that offer the best possible conditions to attract…
If you're an avid sports fan, then you know that betting on sports can be…